Bhaarath jaise agrashreni raajyabhoomi ka sabse badaa raastrabhoomi Uttarpradesh ki seva mey aapka bhoomika bahut hi mahatvpoorn hai....
Bhaarathdesh ko kahi prakaar ki samasya videsho say nahi balki swadesh me basayhuae ghuspetiyoa se utpann horahehei. Kankan mei deshbhakti se bharaa hua taakatvar raajneeti shresht maanyavar logo ki seva hi is desh aur is deshvaasiyo ki rakshaa karsaktaa hai....
Jis secularism ke naampay is desh ki jantaa mei deshbhakti luTaa jaarahaa hai, usi secularist desh ko aap jaise agrashreni vinamr akalmand yogi sevako ki aavashyakta hai....
Kayi desh bhakto se milkar mai bhagvaan say a praarthanaa kartaa hu ki aap ka prajaa sevaa prasthaan sadaa viksit aevam vijaypoorvak ho aur aane vaalay samai may Bhaarathdesh ka kendramantrimandal may bhi aap viraajmaan hokar is desh ki rakshak vyavastha mei aapka aadarneei evam sarvoacch sthaan sadaa yashopoorvak rahay.....
JaiShreeRaam.....OmNamahShivaaya.....🙂💐
No comments:
Post a Comment